When someone we love suddenly starts ignoring us, it really hurts us for being alone. But don’t be too sad. So, we need words to express our feelings, and ignore Shayari in both English Text and Hindi is an amazing collection to show the attitude to those ignoring us. This Shayari is collected wisely to show that our life is important too. If they are ignoring us, we can share these lines on status so they see how we feel inside.
Sending you ignore Shayari With this hope that you will like our struggle to find these beautiful heart-touching ignore Shayari and share them with you in English Text and our local language Hindi. Let’s go through deep emotional Nazar Andaz Lines and show our inner feelings with Ignorance Lines.
Table of Contents
ToggleNazar Andaz (Ignore) Shayari

जिन्हें लगता है दुनिया सिर्फ उनकी दीवानी है,
उन्हीं को हम खामोशी से नज़रअंदाज़ करते हैं हर दफा।
Jinhein lagta hai duniya sirf unki deewani hai,
Unhi ko hum khamoshi se nazarandaz karte hain har dafa.
गलती हमारी थी जो रिश्ते में गहराई लाने लगे,
आदत बन गए वो, और हम बस उनके लिए फुज़ूल हो गए।
Galti humari thi jo rishte mein gehraai laane lage,
Aadat ban gaye woh, aur hum bas unke liye fuzool ho gaye.
तकलीफ़ के बाद जो प्यार मिलता है, बेकार सा लगता है,
नज़रअंदाज़ होने के बाद मिलने वाली अहमियत कुछ भी नहीं होती।
Takleef ke baad jo pyaar milta hai, bekaar sa lagta hai,
Nazarandaz hone ke baad milne waali ahmiyat kuch bhi nahi hoti.
कल तुम चाहो तो भी हम लौट कर नहीं आएंगे,
अपनों से ठोकर खा कर हमें क़िस्सा-ए-यूसुफ़ याद आया था।
Kal tum chaho to bhi hum laut kar nahi aayenge,
Apno se thokar kha kar humein qissa-e-Yusuf yaad aaya tha.
वफ़ादारी के बावजूद कभी-कभी हम बेकार नज़र आते हैं,
सिर्फ इसलिए क्योंकि सबको बस ज़रूरत का पर्दा नज़र आता है।
Wafadari ke bawajood kabhi-kabhi hum bekaar nazar aate hain,
Sirf isliye kyunki sab ko bas zarurat ka parda nazar aata hai.
सब कुछ देख कर भी चुप रहना सबसे बड़ा दर्द होता है,
अपनी अहमियत को ख़त्म होते देखना भी एक अज़ाब है।
Sab kuch dekh kar bhi chup rehna sabse bada dard hota hai,
Apni ahmiyat ko khatam hota dekhna bhi ek azaab hai.
हर बार क्यों मैं ही पूछूं, क्या तुम्हारा दिल नहीं करता?
शायद अब मेरी यादों में भी कोई ख़ास जगह नहीं रही।
Har baar kyun main hi poochhun, kya tumhara dil nahi karta
Shayad ab meri yaadon mein bhi koi khaas jagah nahi rahi.
Message Ignore Shayari

इग्नोर करना हल नहीं होता किसी बात का,
अगर बात नहीं करनी तो कह दो दोबारा परेशान नहीं करूंगा।
Ignore karna hal nahi hota ksi baat ka
Agar baat nahi karni to keh do dobara pareshan nahi karunga.
अगर मेरी बातें पसंद नहीं आती, तो सामने आकर बोल दो,
मैं अपनी ख़ामोशी से सब कुछ समझ जाऊंगा।
Agar meri baatein pasand nahi aati, to samne aa kar bol do,
Main apni khamoshi se sab kuch samajh jaunga.
जो मुझे बुरा समझता है, उससे कहना चाहूंगा,
आओ दोनों मिलकर सच समझते हैं, सिर्फ सोचने से कुछ नहीं होता।
Jo mujhe bura samajhta hai, usse kehna chahunga,
Aao dono milkar sach samajhte hain, sirf sochne se kuch nahi hota.
क्या कहूं किसी को मतलबी,
ख़ुद भी तो सिर्फ मुसीबत में रब को याद करता हूं।
Kya kahun kisi ko matlabii,
Khud bhi to sirf musibat mein Rab ko yaad karta hoon.
अब तो लगता है दिल की बातें दिल में ही छुपाएं,
हर कोई हर बात समझने के लायक नहीं होता।
Ab to lagta hai dil ki baatein dil mein hi chhupayein,
Har koi har baat samajhne ke layak nahi hota.
जो पसंद आए उससे कम मुलाकात किया करो,
ज़्यादा मिलने से लोग अपनी अहमियत भूल जाते हैं।
Jo pasand aaye us se kam mulaqat kiya karo,
Zyada milne se log apni ahmiyat bhool jaate hain.
हमारे लिए तो रिश्तों का फ़ैसला वही होता है,
जो एक बार बदलते हैं, उन्हें हम ज़िंदा नहीं समझते।
Hamare liye to rishton ka faisla wahi hota hai,
Jo ek baar badalte hain, unhein hum zinda nahi samajhte.
शायद मैं ग़लत हूं, पर मैंने ये देखा है,
ग़रीबी सिर्फ जेब नहीं, रिश्ते भी हल्का बना देती है।
Shayad main galat hoon, par maine yeh dekha hai,
Gareebi sirf jeb nahi, rishte bhi halka bana deti hai.
Attitude Ignore Shyari Lines in Hindi

मज़बूत लोग अक्सर तन्हा चलते हैं,
भीड़ तो बस कमज़ोर लोगों की पहचान होती है।
Mazboot log aksar tanha chalte hain,
Bheed to bas kamzor logon ki pehchan hoti hai.
लोगों का चेहरा देखकर मुस्कुराता हूं मैं,
पर असली रूप और नीयत दोनों पहचान जाता हूं मैं।
Logon ka chehra dekh kar muskurata hoon main,
Par asli roop aur niyat dono pehchan jaata hoon main.
हम ख़ुद में ही काफ़ी हैं, किसी की ज़रूरत नहीं,
हर किसी को इज़्ज़त देना अपने असल को छोटा करना है।
Hum khud mein hi kaafi hain, kisi ki zarurat nahi,
Har kisi ko izzat dena apne asal ko chhota karna hai.
हमारे ख़ानदान में ज़िद के सामने हर नुक़सान छोटा पड़ता है,
वहां जज़्बात से ज़्यादा अपने फ़ैसले चलाए जाते हैं।
Hamare khandan mein zid ke saamne har nuksan chhota padta hai,
Wahan jazbaat se zyada apne faisle chalaaye jaate hain.
इज़्ज़त की बात हो तो रास्ते की तंगी नहीं देखी जाती,
ज़रूरत हो तो हाथ वहां भी बढ़ जाता है।
Izzat ki baat ho to raaste ki tangi nahi dekhi jaati,
Zarurat ho to haath wahan bhi badh jaata hai.
कल तुम कहना चाहोगे के लौट आओ,
पर हम ज़िद्दी हैं, हम सिर्फ आगे देखते हैं।
Kal tum kehna chahoge ke laut aao,
Par hum ziddi hain, hum sirf aage dekhte hain.
किसी को मतलबी कहना आसान है,
पर हर कोई मुश्किल में बस अपने रब को याद करता है।
Kisi ko matlabii kehna asaan hai,
Par har koi mushkil mein bas apne Rab ko yaad karta hai.
मैं पत्थर नहीं, बस दर्द छुपाने का हुनर रखता हूं,
आंखों में नमी भी होती है, पर लफ़्ज़ों में कभी दिखाता नहीं।
Main pathar nahi, bas dard chhupane ka hunar rakhta hoon,
Aankhon mein nami bhi hoti hai, par lafzon mein kabhi dikhata nahi.
Jab koi Apko Ignore kare Shayari (Ignore Shayari)
जब कोई अपना नज़रअंदाज़ कर दे तो सिर्फ रिश्ता नहीं,
दिल भी टूटता है, और यक़ीन भी बिखर जाता है।
Jab koi apna nazarandaz kar de to sirf rishta nahi,
Dil bhi toot’ta hai, aur yaqeen bhi bikhar jaata hai.
जो कभी हमें सबसे क़रीबी समझते थे,
वो आज हमारी मौजूदगी से भी अनजान लगते हैं।
Jo kabhi humein sabse qareebi samajhte the,
Woh aaj hamari maujoodgi se bhi anjaan lagte hain.
चुप रहना अब हमारी आदत बन गई है,
क्योंकि हर बार टूट कर भी आवाज़ नहीं निकलती।
Chup rehna ab hamari aadat ban gayi hai,
Kyunki har baar toot kar bhi awaaz nahi nikalti.
इग्नोर करना कोई हल नहीं होता,
अगर नहीं चाहते तो साफ़ कह दो हम पीछे नहीं देखेंगे।
Ignore karna koi hal nahi hota,
Agar nahi chahte to saaf keh do hum peeche nahi dekhenge.
कभी हम भी वो थे जो हर रोज़ हाल पूछते थे,
आज हम भी उनकी फेहरिस्त से ग़ायब हो गए।
Kabhi hum bhi wo the jo har roz haal poochhte the,
Aaj hum bhi unki fehrist se gayab ho gaye.
जिसे हमारी खामोशी समझ नहीं आती,
उसे हमारी चीख़ भी बेअसर लगेगी।
Jise hamari khamoshi samajh nahi aati,
Use hamari cheekh bhi beasar lagegi.
वो कहते हैं वक्त बदल जाता है,
हमने तो लोगों को एक पल में बदलते देखा है।
Woh kehte hain waqt badal jaata hai,
Humne to logon ko ek pal mein badalte dekha hai.
हमने तो हर मोड़ पर उनका साथ निभाया,
उन्होंने हर मोड़ पर हमें नज़रअंदाज़ किया।
Humne to har mod par unka saath nibhaaya,
Unhone har mod par humein nazarandaz kiya.
जब कोई अपने ही बदल जाए अचानक,
तो सवाल नहीं, सिर्फ ख़ामोशी बचती है।
Jab koi apne hi badal jaaye achanak,
To sawaal nahi, sirf khamoshi bachti hai.
Late reply jab koi reply na de shayari

लेट रिप्लाई का मतलब हमेशा व्यस्त होना नहीं होता,
कभी दिल भी अब वो बात महसूस नहीं करता।
Late reply ka matlab hamesha vyast hona nahi hota,
Kabhi dil bhi ab woh baat mehsoos nahi karta.
जब कोई जवाब ना दे तो समझ जाओ,
अब तुम उसकी ज़रूरतों में नहीं आते हो।
Jab koi jawab na de to samajh jao,
Ab tum uski zaruraton mein nahi aate ho.
रिप्लाई का इंतज़ार करने वाले अक्सर टूट जाते हैं,
पर जवाब देने वाले कभी नहीं समझ पाते हैं।
Reply ka intezar karne wale aksar toot jaate hain,
Par jawab dene wale kabhi nahi samajh paate hain.
जो वक्त पर रिप्लाई करे,
वो रिश्तों को सच्चे दिल से निभाए।
Jo waqt par reply kare,
Woh rishton ko sacche dil se nibhaaye.
हर बार बहाना बनाना ठीक नहीं होता,
रिश्तों में भी थोड़ा सम्मान ज़रूरी होता।
Har baar bahaana banana theek nahi hota,
Rishton mein bhi thoda sammaan zaroori hota.
आज जो लेट रिप्लाई करता है,
कल वही तन्हा बैठा इंतज़ार करता है।
Aaj jo late reply karta hai,
Kal wahi tanha baitha intezar karta hai.
जब अपने ही खामोश हो जाएं,
तो अजनबियों से उम्मीद रखना बेकार हो जाता है।
Jab apne hi khaamosh ho jaayein,
To ajnabiyon se umeed rakhna bekaar ho jaata hai.
कुछ रिश्ते जवाब की देरी से टूट जाते हैं,
कुछ एक शब्द से ही जुड़ जाते हैं।
Kuch rishte jawaab ki deri se toot jaate hain,
Kuch ek shabd se hi jud jaate hain.
जब तक जवाब ना आए,
दिल हर नोटिफिकेशन को तुझसे जोड़ता जाए।
Jab tak jawab na aaye,
Dil har notification ko tujhse jodta jaaye.
Girlfriend Naraz Shayari with English Text

तू मेरी हर खुशी की वजह थी,
आज मेरी तन्हाई की वजह बन गई है।
Tu meri har khushi ki wajah thi,
Aaj meri tanhai ki wajah ban gayi hai.
क्या इतना गलत था मेरा प्यार,
जो तू यूँ बेवजह नाराज़ हो गई यार?
Kya itna galat tha mera pyaar,
Jo tu yun bewajah naraaz ho gayi yaar?
मैं मानता हूँ गलती मेरी थी,
पर क्या हर गलती की सजा जुदाई होती है?
Main maanta hoon galti meri thi,
Par kya har galti ki saza judaai hoti hai?
तेरी खामोशी में भी एक तूफान छिपा है,
जो रोज़ मेरे दिल को तोड़ता जाता है।
Teri khamoshi mein bhi ek toofan chhupa hai,
Jo roz mere dil ko todta jaata hai.
तू कह दे तो हर बार माफ़ी मांग लूँ,
बस तू मुस्कुरा के कह दे कि तू मान गई।
Tu keh de to har baar maafi maang loon,
Bas tu muskura ke keh de ki tu maan gayi.
मुझे तेरी नाराज़गी से ज्यादा तेरी हँसी प्यारी है,
मैं हर हाल में तुझे मनाने को तैयार हूँ।
Mujhe teri naraazgi se zyada teri hansi pyaari hai,
Main har haal mein tujhe manaane ko tayyar hoon.
तेरी यादों में खोना अच्छा लगता है,
पर तेरी खामोशी में जीना मुश्किल लगता है।
Teri yaadon mein khona acha lagta hai,
Par teri khamoshi mein jeena mushkil lagta hai.
तू लौट आए तो फिर से ज़िंदगी सज जाएगी,
तेरे बिना हर दिन एक सज़ा बन गया है।
Tu laut aaye to phir se zindagi saj jaayegi,
Tere bina har din ek saza ban gaya hai.
आ जा मेरी जान, शिकवे गिले छोड़ दे,
फिर से मुस्कुराता तुझे देखना चाहता हूँ मैं।
Aa ja meri jaan, shikwe gile chhod de,
Phir se muskurata tujhe dekhna chahta hoon main.
Ignore Karne Walo ke liye Igone Shayari
क्यों न अब चैन से सोया जाए,
अब कुछ भी नहीं बचा जो खोया जाए।
Kyun na ab chain se soya jaaye,
Ab kuch bhi nahi bacha jo khoya jaaye.
जो सोचता है बिना उसके जी नहीं सकते,
उसे खुद से ही जुदा कर देना बेहतर होता है।
Jo sochta hai bina uske jee nahi sakte,
Use khud se hi juda kar dena behtar hota hai.
किताबों से सिखोगे तो नींद आ जाएगी,
ज़िंदगी से सिखोगे तो नींद उड़ जाएगी।
Kitaabon se sikhoge to neend aa jaayegi,
Zindagi se sikhoge to neend ud jaayegi.
छोटी उम्र में इतने धोखे मिले हैं,
अब हर शख्स में फरेब नजर आता है।
Chhoti umr mein itne dhokhe mile hain,
Ab har shakhs mein fareb nazar aata hai.
वक़्त को क्यों दोष दूं मैं,
यही तो सबकी असलियत दिखा रहा है।
Waqt ko kyun dosh doon main,
Yahi to sabki asliyat dikha raha hai.
नीयत अगर साफ़ नहीं,
तो बरकत भी दरवाज़ा नहीं खटखटाएगी।
Niyat agar saaf nahi,
To barkat bhi darwaza nahi khatkhatayegi.
मेहनती परिंदे हैं हम,
देर सही पर उड़ान ऊँची होगी।
Mehnati parinde hain hum,
Der sahi par udaan oonchi hogi.
एक समय था जब वो तुरंत जवाब देता था,
अब देखता है और नजरअंदाज कर देता है।
Ek samay tha jab wo turant jawab deta tha,
Ab dekhta hai aur nazarandaaz kar deta hai.
कभी सोचा नहीं था तू भी यूँ रूठ जाएगी,
छोटी सी बात पर इतनी दूरी बना लेगी।
Kabhi socha nahi tha tu bhi yun rooth jaayegi,
Chhoti si baat par itni doori bana legi.
तेरे बिना हर लम्हा अधूरा सा लगता है,
हर हँसी में अब उदासी सा रहता है।
Tere bina har lamha adhoora sa lagta hai,
Har hansi mein ab udaasi sa rehta hai.
Best Nazar Andaz Shayari in Hindi 2 Lines English Text
इख़्तिलाफ़ में इतनी गुंजाइश रखो के अगर मुलाकात हो जाए,
तो नजरें मिलाते वक़्त अफसोस ना हो।
Ikhtilaf mein itni gunjaish rakho ke agar mulaqat ho jaaye,
To nazrein milaate waqt afsos na ho.
गिला उनसे नहीं जो हमारे खिलाफ बोले,
अफ़सोस उन पर है जो हमारी जुबां से बोले।
Gila unse nahi jo humare khilaaf bole,
Afsos un par hai jo hamari zubaan se bole.
अगर जहालत तालीम से खत्म होती,
तो अबू जहल जैसा पढ़ा लिखा आदमी न होता।
Agar jahalat taleem se khatam hoti,
To Abu Jahl jaisa padha likha aadmi na hota.
इज़्ज़त देने से पहले हाजमे की दवा भी रखो,
क्योंकि हर कोई इतनी इज़्ज़त संभाल नहीं सकता।
Izzat dene se pehle haazme ki dawa bhi rakho,
Kyunki har koi itni izzat sambhal nahi sakta.
मुनाफिकत उस बदबू जैसी होती है जो खुद को महसूस नहीं होती,
मगर दूसरों को बहुत बुरी लगती है।
Munafiqat us badboo jaisi hoti hai jo khud ko mehsoos nahi hoti,
Magar doosron ko bahut buri lagti hai.
मुश्किल वक़्त में जब किसी ने साथ नहीं दिया,
तब समझ आया “मैं हूँ ना” सिर्फ फिल्मों में होता है।
Mushkil waqt mein jab kisi ne saath nahi diya,
Tab samajh aaya “Main hoon na” sirf filmon mein hota hai.